Friday, January 29, 2010

Katrina to don a Bikini for Dostana 2


After her debacle Boom days where she exposed the most, Katrina has refrained from wearing a bikini onscreen, however the lanky actress is all set to wear a bikini in Dostana’s sequel.

In Dostana Priyanka Chopra wore a golden bikini and set hearts on fire, for Dostana 2 Manish Malhotra is designing Katrina’s beach wear and selecting the colors that suits her the most.

A source says, “Dostana 2 plans to take the fun quotient to another level and also have lots of sex appeal. Katrina has one of the best bodies in the industry and having her sport beach wear will be a huge attraction for the film.”

will look super hot in Dostana 2, the source adds, “She hasn’t sported the sexy look for a while. In Dostana 2, she will be seen in clothes that make her look more sexy than cute.”

Thursday, January 14, 2010

Tuesday, January 12, 2010

Friday, January 8, 2010

Surili Akhiyon Wale Lyrics


Surili akhiyon wale
Suna hai teri akhiyon se
Behti hai neendein
Aur neendon mein sapne
Kabhi to kinaro pe
Utar mere sapno se
Aaja zameen pe aur mil ja kahin pe
Mil ja kahin ..

Ohhhoooooooo

Mil ja kahin samey se pareh
Samey se pareh mil ja kahin
Tu bhi akhiyon se kabhi meri akhiyon ki sunn

Surili akhiyon wale, suna hai teri akhiyon se

Jaane tu kahan hai
Udti hawa pe tere pairon ke nishan dekhe

Jaane tu kahan hai
Udti hawa pe tere pairon ke nishan dekhe
Doondha hai zameen pe chana hai falak pe
Saare aasman dekhe
Mil ja kahin samey se pareh
Samey se pareh mil ja kahin
Tu bhi akhiyon se kabhi meri akhiyon ki sunn

Everytime I look into your eyes
I see my paradise
The stars are shining right up in the sky
Fainty words of desire
Can this be real
(can this be real)
Are you the one for me
(are you the one for me)
You have captured my mind, my heart, my soul on earth
You are the one waiting for
Everytime I look into your eyes
I see my paradise
Stars are shining right up in the sky
Fainty words of desire

Hoth mein chupke dekh rahe the
Chaand ke peeche, peeche the

Hoth mein chupke dekh rahe the
Chaand ke peeche, peeche the
Saara jahan dekha dekha na aakhon mein
Palkon ke neeche the
Aa chal kahin, samey se pareh
Samey se pareh chal de kahin
Tu bhi akhiyon se kabhi meri akhiyon ki sunn

Surili akhiyon wale, suna hai teri akhiyon se
Surili akhiyon wale, suna de zara akhiyon se
Surili akhiyon wale, suna de zara akhiyon se

Lyrics of Salaam Aaya Song


Dabi dabi saanson mein suna tha maine
Bole bina mera naam aaya
Palkein jhuki aurr uthne lagi to
Haule se uska salaam aaya

Dabi dabi saanson mein suna tha maine
Bole bina mera naam aaya
Palkein jhuki aurr uthne lagi to
Haule se uska salaam aaya
Jab bole woh, jab bole
Uski aankh mein rab bole
Jab bole woh, jab bole
Uski aankh mein rab bole
Paas paas hi rehna tu
Aankh aankh mein kehna tum
Dekha tumhe to aaram aaya
Dabi dabi saanson mein suna tha maine
Bole bina mera naam aaya
Palkein jhuki aurr uthne lagi to
Haule se uska salaam aaya

Roz hi dil ki aag utha kar haath pe le kar chalna hai
Tere bina bina tere boondh boondh ab raat raat bhar jalna hai
Tum mile na mile, ye haseen silsile
Waqt ke saqt hai ab ye pitt te nahi
Haan tere bina saans bhi chalti hai
Tere bina dil bhi dhadakta hai
Yaad nahi that yaad aaya
Dabi dabi saanson mein suna tha maine
Bole bina mera naam aaya
http://www.top10bollywood.com/

Din ki tarah tum sar pe aana, shaam ke jaise dhalna tum
Khwab bicha rakhey hain soch samaj ke chalna tum
Neend ke chahon se, tum dabbe paon se
Yun gaye woh nishan ab to mitt te nahi
Tere liya chaand bhi rukta hai
Tere liya roz theharti hai
Yaad nahi that yaad aaya
Dabi dabi saanson mein suna tha maine
Bole bina mera naam aaya
Palkein jhuki aurr uthne lagi to
Haule se uska salaam aaya
Salaam aaya, salaam aaya, salaam aaya ..

Saturday, January 2, 2010




CAST & CREW


Salman Khan has written the story and is producing it while enacting the lead role of a fearless gladiator who fights the British. Hollywood actors including Bianca Van Damme the daughter of top Hollywood actor Jean Claude Van Damme are part of the cast in addition to Bollywood artistes. The film is directed by Anil Sharma.

Actor : jackie shroff,mithun chakraborty,Salman Khan,sohail khan
Actress : Lisa Lazarus,Zarine Khan
CAST : Bharat Dabholkar,Neena Gupta,Rajesh Vivek,Shahbaaz Khan,Vinay Apte
Director : anil Sharma
Producer : Vijay Galani
Genre : action,love
Music By : sajid wajid
Writer : Salman Khan
Released on : 22 Jan 2010

Veer Movie


Veer (2010)
Cast : Salman Khan, Sohail Khan, Mithun Chakraborthy, Jackie Shroff, Zarine Khan, Neena Gupta & Aryan Vaid
Director : Anil Sharma
Producer : Vijay Galani & Sunil A. Lulla
Music : Sajid-Wajid
Lyrics : Gulzar

Taali
Sukhwinder Singh, Sonu Nigam, Wajid & Neuman Pinto

Surili Akhiyon Wale
Rahat Fateh Ali Khan, Suzanne D’Mello

Salaam Aaya
Roop Kumar Rathod, Shreya Ghoshal, Suzanne D’Mello

Meherbaniyan
Sonu Nigam

Kanha (Thumri)
Rekha Bhardwaj, Shabab Sabri, Toshi & Sharib

Taali (Solo)
Sukhwinder Singh

Surili Akhiyon Wale (Duet)
Rahat Fateh Ali Khan, Sunidhi Chauhan, Suzanne D’Mello

Spirit Of Veer
Instrumental